Friday 2 March 2012

Shidat-e-Gham ka Lawa ubal para hai,

Shidat-e-Gham ka Lawa ubal para hai,
Tanhaai na kabal-e-Bardasht hai,
Muhbat mera shywa hai,Tum meri Ideal ho,
Tum Ao mery Yarany main,Bahar Aa jay,
Dil Ap ka mukaam, Nazar ap ki Galli,
In wadion main shok se tashrif layn,
Kinary par baith kar Mojoon ki....
Kaifiat Aor Saroor ka Jaizaa leny se behtar hai,
K Ao is muhabat ke samundar main Ghota-e-Zan ho jayn

0 comments:

Post a Comment

Contact US

Contact forms powered by 123ContactForm.com | Report abuse