Showing posts with label Gazal. Show all posts
Showing posts with label Gazal. Show all posts

Thursday, 23 April 2015

Kuch deno Bad ye pal Bahut Yad Aayege

"Kuch deno Bad ye pal Bahut Yad Aayege, 

"Jab Hum Sab Dost Apni Apni Manzil Par Pahuch Jayenge . . . 

"Akele Jab Bhi Honge Sath Guzare Huye Lamhe Yad Aayege. . .

"Paise To shayad Bohot Honge Par Shayad Kharch Karne K Liye Lamhe Kam Parh Jayenge. . .

"Aaj zyada Msg Aane Par Gussa Karte Hen

"Kal Ek Ek Msg Ko Taras Jayenge

"Ek Cup Chai Yaad Dosto Ki Dilayegi,

"Yahi Sochte Sochte phir Se Aankhe Nam Ho Jayengi. . .

"Dil Khol Kar In Palo Ko Jee Lo Yaar0

"Zindagi Apna 'Itihaz' phir Nahi Dohrayegi. . .
(Miss you  my all friends)

Wo Chehra

Wo Chehra Hum Hr Pal Yad Krte Hain

Zinda To Hen Bs Zindagi Talash Krte Hain

Koi Q Bhol Jata H Apna Bana Kr

?Humko?

Hum Khud Me Wo Kami Talash krte hain 

Bohat Naalaiq Houn Main

Sach Kaha Tha mery ustad ney Bohat Naalaiq Houn Main ,,,,
      udass

Poori Raat Guzar jati ha tum Ko Yaad Karty Karty..
gud morning

Meri Mohabbat Hy

Tumhari Yad Ki Kirno Ko Aksar Aankh Main Rakh Kr

Main Apni Neend Khota Hun To Ye Meri Mohabbat Hy,

Hua Ehsas-e- Khushboo Chandni Ko Dekh Kr Aksar,

Tere Dhoky Main Rehta Hun To Ye Meri Mohabbat Hy,

Falak Pe Chand Taaron K Haseen Jhurmat K Manzar Main,

Tere Chehre Ko Takta Hun To Ye Meri Mohabbat Hy,

Main Apni Zindagi K Sare Jazbon Ko!

Tumhare Naam Karta Hun To Ye Meri Mohabbat Hy.!! 
good morning 

Monday, 20 April 2015

So always be Happy

Ek Bahut Achi Baat zindgi Bhar Yaad Rakhna,
Aap Ka Khush Rehna,
Aap ka Bura Chahne Walo Ke Liye Sab se Bari Saza Hy..!
So always be Happy.!

Kuch deno Bad ye pal Bahut Yad Aayege


"Kuch deno Bad ye pal Bahut Yad Aayege, 

"Jab Hum Sab Dost Apni Apni Manzil Par Pahuch Jayenge . . . 

"Akele Jab Bhi Honge Sath Guzare Huye Lamhe Yad Aayege. . .

"Paise To shayad Bohot Honge Par Shayad Kharch Karne K Liye Lamhe Kam Parh Jayenge. . .

"Aaj zyada Msg Aane Par Gussa Karte Hen

"Kal Ek Ek Msg Ko Taras Jayenge

"Ek Cup Chai Yaad Dosto Ki Dilayegi,

"Yahi Sochte Sochte phir Se Aankhe Nam Ho Jayengi. . .

"Dil Khol Kar In Palo Ko Jee Lo Yaar0

"Zindagi Apna 'Itihaz' phir Nahi Dohrayegi. . .
(Miss you my all friends)
I love u all of u
Go0d nit frndz. . . . .

Wo Mohbbat bhi teri thi


"Wo Mohbbat bhi teri thi
Wo Shararat bhi teri thi,

"Agar kuch bewafai thi
to wo bewafai bhi teri thi,

"tu ne Chor di bat krna hm se to wo zid bhi teri thi,

"Aakhir karty to kis sy karte teri Shikayat,


"Wo Shehr bhi tera tha aur wo Addalat bhi teri thi..

Thursday, 6 November 2014

Nazar aur Naseb

Nazar aur Naseb ka kuch aisa ittefaq hai k
nazar ko aksar wohi cheez pasand ati hai
jo Naseeb mein nahi hoti
aur naseeb main likhi cheez aksar nazar nahi Aati!

Chalny waly dono pairo main kitna farq hai
ek Aagy ek pichy
par na to aagay waly ko gharor hy
aur na pichy waly ki toheen
kyunki unhein pata hai k pal bhar mein ye badalny waly hain
isko zindagi kehty hain.

Zindagi main agar kuch khona pary to ye 2 lines yad rakhna
jo khoya hy uska ghum nahi
lekin jo payaa hy wo kisi sy kam nahi
jo nahi hy wo ek khawab hy
jo hai wo lajawab hy.

Dua hy k Allah hmesha ap ko apni Pnah me Rakhy.
Aamen.

Uski barat thi

Uski barat thi
Mera Janaza tha
.
.
PhooL us per b thay
PhooL mjh per b thay
.
.
Mehfil wahan b thi
Majma yahan b tha
.
.
Un ka hasna wahan
in ka rona yahan
.
.
Saheliyan us ki b thin
Dost mery b thay
.
.
Do qul us k parhay
Do qul mery parhay
.
.
Qaazi udhar b tha
Molvi idhar b thA
.
.
Wo saj k gaya
mujay sajaya gaya
.
.
Wo uth k gya
mujay uthaya gya
.
.
Faraq sirf itna sa tha(D0sT)
.
.
.
Usay Apnaya gya
Mujay Dafnaya gya ..

Teri Yad Mein Aksar

Be'Tab Sy Rehty Hain Teri Yad Mein Aksar,
Rat Bhar Nahin Soty Teri Yad Mein Aksar.

Be'Dard Zamany Ka Bahana Bana Kar,
Hum Toot K Roty Hain Teri Yad Mein Aksar.

Bhool Jaen Tumhein Yeh Tu Mumkin Hi Nahin

Hum Khud Ko Bhool Jaty Hain Teri Yad Mein Aksar.

Ye to Dil tha Dewana k Tum pr aa gya

Ye to Dil tha Dewana k Tum pr aa gya,

Warna Hum keemti pathron ko b uthaya nhi krte,

Ye mana k Tum Haseen ho mgr ye b sun lo,

Hum Haseen logon se Dil lagaya nhi krte,

Jis se krte han Pyar bus ek hi bar krte han,

Bar bar Hum b kisi ko sataya nhi krte,

Tum to Apne ho Tum se kya parDa,

Warna Hum Raaz-e-Dil kisi ko bataya nhi krte,

Tum keh Do to Tmhare lye jaan b hazir,

Warna Hum ZinDgi Daao pr lagaya nhi krte...

*....*

Teri Yad Mein Aksar

Be'Tab Sy Rehty Hain Teri Yad Mein Aksar,
Rat Bhar Nahin Soty Teri Yad Mein Aksar.

Be'Dard Zamany Ka Bahana Bana Kar,
Hum Toot K Roty Hain Teri Yad Mein Aksar.

Bhool Jaen Tumhein Yeh Tu Mumkin Hi Nahin

Hum Khud Ko Bhool Jaty Hain Teri Yad Mein Aksar.

Roola Kar Mujh Ko

Roola Kar Mujh Ko Tum Ny Kaha K Ab Muskrao.
"
"
"
Main Phir Bhi Hans
Parha Qyun K Swaal
Tumhari Khushi Ka Tha

Contact US

Contact forms powered by 123ContactForm.com | Report abuse