Showing posts with label FriendshipSMS. Show all posts
Showing posts with label FriendshipSMS. Show all posts

Thursday, 23 April 2015

Kuch deno Bad ye pal Bahut Yad Aayege

"Kuch deno Bad ye pal Bahut Yad Aayege, 

"Jab Hum Sab Dost Apni Apni Manzil Par Pahuch Jayenge . . . 

"Akele Jab Bhi Honge Sath Guzare Huye Lamhe Yad Aayege. . .

"Paise To shayad Bohot Honge Par Shayad Kharch Karne K Liye Lamhe Kam Parh Jayenge. . .

"Aaj zyada Msg Aane Par Gussa Karte Hen

"Kal Ek Ek Msg Ko Taras Jayenge

"Ek Cup Chai Yaad Dosto Ki Dilayegi,

"Yahi Sochte Sochte phir Se Aankhe Nam Ho Jayengi. . .

"Dil Khol Kar In Palo Ko Jee Lo Yaar0

"Zindagi Apna 'Itihaz' phir Nahi Dohrayegi. . .
(Miss you  my all friends)

Beshak us se dosti kar lena

y dost agar tumhain
mujh se acha dost milay to..

Beshak us se dosti kar lena
Magar jab wo tumhain
 thukra day..

to

Hum tumhe wahin milen gey
ye kehne k liye

k


Hogayi besti. .??

Karli begairti. .??

Mil gya sakoon. .??

Pay gai thand. .??

Agya swaad. .??

Ho gai tasali. .??

kaha tha na ke
mujh jaisa dost nahi mil sake ga tumay!
chal aa ja ab cartoon
jesa moo na bana. ;
Hahahaha :/
Door Rehny Walon Ki ik ik Baat saza Deti hai

Humko to Har jane Wali Rat Rula Deti hai

Wese to Hum Dil k Mazboot Hain Bohat

Bus Kabhi kabhi Kisi ki Yaad Rula Deti hai .
Gud nit .,

RAB Se Or Kia Mangun

RAB Se Or Kia Mangun Jo Tumhare Liye Acha Ho.....!

Bus Yehi dua hai k Tumhe Wo Khushiyan MiLen Jin Ka Tumhy Koi Tasswur Bhi Nahi..!
AAMEEN.
Gud Morning!!

Wo Chehra

Wo Chehra Hum Hr Pal Yad Krte Hain

Zinda To Hen Bs Zindagi Talash Krte Hain

Koi Q Bhol Jata H Apna Bana Kr

?Humko?

Hum Khud Me Wo Kami Talash krte hain 

Sukoon"*. Ho Tery .*"Dil-Mai"*. Es Tarha

.*"Sukoon"*.  Ho  Tery  .*"Dil-Mai"*. Es  Tarha...!!

.*"Phulon"*. Mai Hoti Hai .*"Khushbu"*. Jis Tarha...!!

.*"Khuda"*. Teri .*"Zindagi"*. Mai De Etni .*"Khushiyan"*....!!

.*"Dharti"*. Pe Hoti Hai .*"Baarish"*. Jis Tarha...!!!
  ...*"AAMEEN"*.......
   GOOD MORNING

Mery hissay ma tum ku nahi atay

Mery her qissay ma tm atay ho..

Jan..

Mery hissay ma tum ku nahi atay..
..
Gud night

Bohat Naalaiq Houn Main

Sach Kaha Tha mery ustad ney Bohat Naalaiq Houn Main ,,,,
      udass

Poori Raat Guzar jati ha tum Ko Yaad Karty Karty..
gud morning

Jo Chaho Hasil Kr Lo

"Zindgi Me Jo Chaho Hasil Kr Lo,
Bus Itna Khayal Rakho"

"K Apki Manzil Ka Rasta Kabi Logon K Dilon Ko Torta Huwa Na Guzry...

Badmashi

!..Badmashi to Hum Marne k bad b krengy..!

   ""

!..Tum sub Paidal chalo gay 0r hum Kandhon par...!!
Go0d night. . '

Meri Mohabbat Hy

Tumhari Yad Ki Kirno Ko Aksar Aankh Main Rakh Kr

Main Apni Neend Khota Hun To Ye Meri Mohabbat Hy,

Hua Ehsas-e- Khushboo Chandni Ko Dekh Kr Aksar,

Tere Dhoky Main Rehta Hun To Ye Meri Mohabbat Hy,

Falak Pe Chand Taaron K Haseen Jhurmat K Manzar Main,

Tere Chehre Ko Takta Hun To Ye Meri Mohabbat Hy,

Main Apni Zindagi K Sare Jazbon Ko!

Tumhare Naam Karta Hun To Ye Meri Mohabbat Hy.!! 
good morning 

Monday, 20 April 2015

So always be Happy

Ek Bahut Achi Baat zindgi Bhar Yaad Rakhna,
Aap Ka Khush Rehna,
Aap ka Bura Chahne Walo Ke Liye Sab se Bari Saza Hy..!
So always be Happy.!

PHOOL Bhi Le Gya


DOST Aya Tha Kabar Pe Diya Jlane K Liye,

GOR FRMAIYE
dost Aya Tha Kabar Pe Diya Jalane K Liye, 


Rakha Hua PHOOL Bhi Le Gya kamina Valentine day Manane K Liye

Line Marny K 3 Treeqy


Line Marny K
3 Treeqy
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
1) Pencil Se
2) Pen Se
3) Maarker Se
.

Think Positive,
aap ne kia samjha k ma love guru hun, 

Kuch Log Shreef B Hoty Hain Meri Tarah,



( '.')/
/) (
_/ /_ Chotay meri tasbeeh kahan hai. ~H~

Kuch deno Bad ye pal Bahut Yad Aayege


"Kuch deno Bad ye pal Bahut Yad Aayege, 

"Jab Hum Sab Dost Apni Apni Manzil Par Pahuch Jayenge . . . 

"Akele Jab Bhi Honge Sath Guzare Huye Lamhe Yad Aayege. . .

"Paise To shayad Bohot Honge Par Shayad Kharch Karne K Liye Lamhe Kam Parh Jayenge. . .

"Aaj zyada Msg Aane Par Gussa Karte Hen

"Kal Ek Ek Msg Ko Taras Jayenge

"Ek Cup Chai Yaad Dosto Ki Dilayegi,

"Yahi Sochte Sochte phir Se Aankhe Nam Ho Jayengi. . .

"Dil Khol Kar In Palo Ko Jee Lo Yaar0

"Zindagi Apna 'Itihaz' phir Nahi Dohrayegi. . .
(Miss you my all friends)
I love u all of u
Go0d nit frndz. . . . .

Thursday, 6 November 2014

Tujhe Bhool JaNa

Kash Mere Bus Me Hota Tujhe Bhool JaNa.!

Dost  


Phir Hum B So Jaaty Teri Tarha Be-Parwa Ho Kr.

D0ST0

Uljha Hua Hun Apni Uljhano Mein Aaj Kal,

     " D0ST0 !!

Tum Ye Mat Samajhna K Ab Wo D0sti Ki Chahat Nahi Rahi...

Contact US

Contact forms powered by 123ContactForm.com | Report abuse