Showing posts with label Lovequotes. Show all posts
Showing posts with label Lovequotes. Show all posts

Thursday, 23 April 2015

Door Rehny Walon Ki ik ik Baat saza Deti hai

Humko to Har jane Wali Rat Rula Deti hai

Wese to Hum Dil k Mazboot Hain Bohat

Bus Kabhi kabhi Kisi ki Yaad Rula Deti hai .
Gud nit .,

RAB Se Or Kia Mangun

RAB Se Or Kia Mangun Jo Tumhare Liye Acha Ho.....!

Bus Yehi dua hai k Tumhe Wo Khushiyan MiLen Jin Ka Tumhy Koi Tasswur Bhi Nahi..!
AAMEEN.
Gud Morning!!

Wo Chehra

Wo Chehra Hum Hr Pal Yad Krte Hain

Zinda To Hen Bs Zindagi Talash Krte Hain

Koi Q Bhol Jata H Apna Bana Kr

?Humko?

Hum Khud Me Wo Kami Talash krte hain 

Bohat Naalaiq Houn Main

Sach Kaha Tha mery ustad ney Bohat Naalaiq Houn Main ,,,,
      udass

Poori Raat Guzar jati ha tum Ko Yaad Karty Karty..
gud morning

Agr Ye Lafz Tumhare Hoty

Kaaaaaash Aaaaaaaap Hamare Hoty

    

Sans hi Tham Jati
Agr Ye Lafz Tumhare Hoty...

Meri Mohabbat Hy

Tumhari Yad Ki Kirno Ko Aksar Aankh Main Rakh Kr

Main Apni Neend Khota Hun To Ye Meri Mohabbat Hy,

Hua Ehsas-e- Khushboo Chandni Ko Dekh Kr Aksar,

Tere Dhoky Main Rehta Hun To Ye Meri Mohabbat Hy,

Falak Pe Chand Taaron K Haseen Jhurmat K Manzar Main,

Tere Chehre Ko Takta Hun To Ye Meri Mohabbat Hy,

Main Apni Zindagi K Sare Jazbon Ko!

Tumhare Naam Karta Hun To Ye Meri Mohabbat Hy.!! 
good morning 

Monday, 20 April 2015

Kuch deno Bad ye pal Bahut Yad Aayege


"Kuch deno Bad ye pal Bahut Yad Aayege, 

"Jab Hum Sab Dost Apni Apni Manzil Par Pahuch Jayenge . . . 

"Akele Jab Bhi Honge Sath Guzare Huye Lamhe Yad Aayege. . .

"Paise To shayad Bohot Honge Par Shayad Kharch Karne K Liye Lamhe Kam Parh Jayenge. . .

"Aaj zyada Msg Aane Par Gussa Karte Hen

"Kal Ek Ek Msg Ko Taras Jayenge

"Ek Cup Chai Yaad Dosto Ki Dilayegi,

"Yahi Sochte Sochte phir Se Aankhe Nam Ho Jayengi. . .

"Dil Khol Kar In Palo Ko Jee Lo Yaar0

"Zindagi Apna 'Itihaz' phir Nahi Dohrayegi. . .
(Miss you my all friends)
I love u all of u
Go0d nit frndz. . . . .

Hum Un K Pyar Men


Dard Hai Dil Men Par Iska Ehsas Nahi Hota,,
Rota Hai Dil Jab Wo Pas Nahi Hota,,


Bar'bad Ho
Gaye

Hum Un K Pyar Men,


oR Wo Kehte Hai Is Tarah Pyar Nahi Hota.

Wo Mohbbat bhi teri thi


"Wo Mohbbat bhi teri thi
Wo Shararat bhi teri thi,

"Agar kuch bewafai thi
to wo bewafai bhi teri thi,

"tu ne Chor di bat krna hm se to wo zid bhi teri thi,

"Aakhir karty to kis sy karte teri Shikayat,


"Wo Shehr bhi tera tha aur wo Addalat bhi teri thi..

Thursday, 6 November 2014

Ay Khuda

Mai Kasy Us
Shakhs Ko
RooLa Sakta
Hon,

   ""Ay Khuda""

Jis Shakhs Ko
Main Ne Khud tujh se
Roo,,Roo,,KAr
Manga Hai.

Raston pay na betho

Raston pay na betho k hawa tang kary gi

Bichray hue logon ki sada tang kary gi

Matt toot k chaho usay aghaz-e-safar me

Bichray ga to har aek ada tang kary gi

Teri Yad Mein Aksar

Be'Tab Sy Rehty Hain Teri Yad Mein Aksar,
Rat Bhar Nahin Soty Teri Yad Mein Aksar.

Be'Dard Zamany Ka Bahana Bana Kar,
Hum Toot K Roty Hain Teri Yad Mein Aksar.

Bhool Jaen Tumhein Yeh Tu Mumkin Hi Nahin

Hum Khud Ko Bhool Jaty Hain Teri Yad Mein Aksar.

Maang Laina

:- "Daaway" "payar" K "Mujhy" Nahi Aaty...!

Ik "zindagi" Hai Jab "Dil" Chahay "Maang" Laina..?

Teri Minatain Krun

Kiun Tujhy paany K
Liya Teri Minatain Krun,,,


Tujh Se...
Mohabbat hai...
Koi
Matlab To Nahi... 

Hum Kitne Khud Gharz Nikle

 Wo Kitna Mehrban Tha Ke Hazaron Ghum De Gaya

....{DO$T}.....

Hum Kitne Khud Gharz Nikle Kuch Na De Sake Pyar Ke Siwa....???'

Monday, 13 October 2014

Saleeqa Ho To Tum Saa Ho

Nzr Sy Door Reh Kr B Ye Tera Roo'Baroo Rehna

Kisi k Paas Rehny Ka"
Saleeqa Ho To Tum Saa Ho

Wednesday, 24 September 2014

Meri Tarha Kisi SOOCh ME DOOBA Hua Tha

Muddat K Bad Dekha Use Badla Hua Tha WO

Najane Kia Hadsa Hua Sehma Hua Tha WO

Muje Dekh Kr Usne Chehra TO Chupa Lia

MGR Ankhein Bata Rahi Thi K ROOYA Hua Tha WO

Uski AnkhOn ME Dekh Kr MEHSUS Hua Muje

Meri Tarha Kisi SOOCh ME DOOBA Hua Tha WO

Uski SOne Jasi RANGAT Zarad Pr Gayi Thi

Jese Kisi K Pyar ME Jalla Hua Tha WO

Bht khusnaseeb tha wo Shakas

Yad ME Jis Ki KhOya Hua Tha WOh..

Tm Ny Hum Ko Chor

§ "Tm Ny Hum Ko Chor To Diya Mgr Ik Bat To Btatay Jao

"A DoSt"


Hum Ny Wafa Nahi Ki Ya Tum Ko Kisi Bewafa Ki Talash Thi..???

Mein Khud Hairaan Hoon


Mein Khud Hairaan Hoon Apny Sabar Ka Pehlu Dekh Kar....!
"Mahiiii....!
Tum Ne Yaad Karna Chorr Diya Per Meine Intezaar Nahi Chorra.....!

Mohabbat

Nahi mumkin andheron me chiraagon ko bujha dena

Boht mushkil hy meri jaan, tumhen dil say bhula dena.

Tumhen ik din satayen gay meri chahat k sab jazbay

Meri ghazlen, meri Nazmen meray Khatt b jala dena

Kabhi jo yaad aaon main, tumhen fursat k lamhon me

Haseen hathon say kaghaz per mujhay likhna, mita dena

Teray Dil ko jo chain aaye, meray Dil ki kahani say

Tu mujh ko bhi zara Dil say Mohabbat ki dua dena. 

Contact US

Contact forms powered by 123ContactForm.com | Report abuse